Bahut tamanna thi pyaar mein aashiyana banane ki, Aashiyana bana chuke to lag gayi nazar zamane ki, Yeh un ki mahabbat mein ajj hain aankhoun mein aasuo, Humein to saja m
Kya hua agar dil toota hai, Kya hua naseeb rootha hai, Nadan yahi toh hota hai, Toh phir kahe ko rota hai, Ye soch tasalli kar le tu, Bedard zamana jootha hai.
Hum bade bewafa se rishta bana baithe hai, Phir unki sadgi se dhoka kha baithe hai, Patharon se hai taluqaat apna, Phir bhi shishe ka ghar bana baithe hai.
Bichhre toh qurbaton ki dua bhi na kar sake, Ab ke tujhe supurd-e-khuda bhi na kar sake, Khush bhi na rakh sake tujhe hum apni chaah mein, Acchi tarah se tujh ko khafa bh
Har taraf gahirai hai, Kinaara nazar nahi aata. Vaada toh kar lete hai bahot mohabbat karlene ke baad, Par jab musibaat pade, toh koi saath nibhaane nahi aa
Kuch toh baat hogi jo tu bewafa nikli Mohabbat toh tune bhi beshumaar ki thi Aaj mana tu nahi meri raahon mein Kuch door hi sahi.. Sang toh tu hi chali thi
Chahe koi jaisa bhi hamsafer ho sadyun se, Rasta badalne mein der kitni lagti hai, Sooch ki zameeno par raste juda hon toh, Door jane mein der kitni lagti hai…
Barbaad wafa ka afsana, Hum kiss se kahen aur kaise kahen, Khamosh hai lab aur duniya ko, Ashqon ki zuban malum nahi, Dil shola-e-gham se khaak hua, Ya aag lagi armaano m
Karte na unse mohabbat toh takhlif mehsus na hoti Raat ki tanhaiyoon main bewafi na hoti Karte hai hum aaj bhi unse pyaar na jaane kyun Unki bewafaye aaj bhi pyara lagte
Jab ashq tham jaate hai to has lete hain, Shayaad ek arsee baad hasa hu main, Jab bhi aaina dekha…khud ko aasuo main dekha, Aapna chehera tak bhool chuka hu main!!!