Unhone dekha aur aansu ghir pade, bhari barsaat me jaise phul bhikar pade, dukh vo nahi ki unhone hume alvida kaha, dukh tho ye hai ki uske baad vo khud ro pade…
Har pal har lamha mujhe tera ehsas hai,bas tu hi mujhe har rishte se khaas hai,Fir kya hua main door hun tujhsepar mera aks or dua to har waqt tere saath hai..
Teri judai ne itna staya hai ki pata nahi kya kar jaaenge Ye mat sochna ki teri nafrato ko dekhkar ham yunhi dar jaaenge Are ab tujhse juda hokar zinda rehna to bas me nahi hamare Dede apne haathon se zehar use pikar ab khushi se mar jaaenge
waqt toh aa gaya hai ab toh rusvayi ka Waqt toh aa gaya hai firse tanhayi Ka waqt maange jawab is zakhm ki gehrai ka Par dil kya de jawab is haalat ki sacchai ka
Ek din usne pucha main kahan hoon? MAINE KAHA: Mere Dil meMeri Jaan meMeri Saans meMeri Aas meMere dil ki Dharkn meMeri rooh meMere Pooray Wajood mePhir usne pocha k mai
Chhoo rahe the zamilon ke sar mere paaon ke saath Kis kadar ooncha tha main sooli pe chad jane ke baad Pyar karke mol leli umar bhar ki bebasi Dil na phir kaabu me aaya aap par aane ke baad
Kab the hum bejaan jo aaj jeene lage, Kab the hum hosh me jo aaj behoshi me peene lage. Kab thi woh hamari jo aaj hamse juda hai, Kab na tha hum me anurag jo mila nahi hume khuda hai.
Zindgi hme is mod pe le aygi kbhi socha na tha,maut bhi trsa trsa k ayegi kbhi socha na tha,log kehte the ap hste bhut ho,zindgi kbhi itna rulayegi socha na tha
Agar main kahun ki tum meri ho To ham par hansegi ye duniya saari Teri yaad me o jaana hamne har ek yaad bisaari Fir bhi na jaane kyo teri nazar me aaj bhi jhuti hai ye mohabbat hamaari
Aakhon ko sapno ki nahi hai ijaazat Dil pe toh jaise aayi hai koi kayamat Hontho ko muskyrane ki nahi hai jarurat Jabse khushiyon se doori ban gayi hai apni haqikat
Bite un lamhoon ko bhulaun kaise Teri un yaadon ko dil se hatau kaise Kitna asaan hai tere liye mujhe bhulana Magar main ye dard-e-dil duniya se chhupaun kaise
Dil se dil ka raabta apni jagah Dil ko hai tujh se na milne ka yaqeen Tujh se milne ki dua apni jagah Mast nazron se dekh lenaa tha Ager tamanna thi aazmane ki
Hamari muskurahat bhi aaj hamare paas hoti jo tujh patthar se dil na lagaya hota khuda na deta aisi fitrat bhulkar bhi kisi ko agar pyaar ka ek dhoka usne bhi khaya hota
Woh kehke chale itni mulakat bahut hai Maine kaha ruk jao abhi raat bahut hai Aasoon mere tham jaye to phir shauk se jana Aise me kahan jaoge barsaat bahut hai
Meri yehi chaahat thi ki tum hamari zindagi mein aao, Lekin yeh ho na saka aur ab hum apni takdeer pe rote hain, Neend to nahi aati hai ratoon ko lekin, Phir bhi kabhi khuaboon mein aao isi ummeed se sote hain
Is dil ki berukhi ki wajah humse puchiye,dosti me mil rahi saza humse puchiye,kyu ho udaash tun gam ki talaash me,gam ki har gali ka rashta humse puchiye....
Ham jab judai me the tab hame fasaya gaya Ham jise pasand karte the usine rula diya Hamne jisko chaha tha usine zeher pila diya Ham na jhute the na Dhokebaaz the ham jise apna samajhte the usine hame har din rula diya