Maharoom tha mai her gam, her khushi se. Gilaa tha mujha ko aab talak jindagi se. pata hi na chalaa kab vo dil me bas gaye. jab ki suruwat ki thi hamane DOSTI se.
Hum Hawa Nhi jo kho jayenge,Hum Waqt Nhi jo Gujar jayenge,Hum Mosam Nhi jo Badal jayenge,Hum to Apki Ankho ke Ansu hain jo Khushi or Gum Dono me Sath Nibayenge.
Bicherte wqt us ne kha tha, Na sawal krna na jawab mile ga, Muje bhol jana qrar mily ga. Hm us muqam pr thy Imdad, Na swal kia na jwab mila, Na bhol sky na qrar mila.
Uneh har jagah mehsoos karte hain hum dekhte hain jab unko, to milne ki fariyaad karte hain hum, Ye ishq bhi kaisa hai unse jo unke ane par khamosh ho jate hain ham
Kabhi roke muskuraye, kabhi muskurake roye Teri yaad jab bhi aayee, tujhe bhula bulake roye Ek tera hi naam tha jise hazaar baartha likha Jise khush hue the likhkar use mita mita ke roye…
Unko Apne Haal Ka Hisaab Kya Dete Sawaal Saare Galat The Hum Jawaab Kya Dete Wo To Teen Lafzon Ki Hifazat Bhi Na Kar Sake Fir Unke Hath Me Zindagi Ki Puri Kitaab Kya Dete
Kisi din teri nazro se dur ho jayenge hum, Dur fizaon me kahi kho jayenge hum. Meri yaadon se lipat ke rone aaoge tum, jab zameen ko odh ke so jayenge hum
Aapki or meri DOSTI yu toa etafaq thi aapko aaina man ,ki dil ki har baat thi, dene ka vada kiya tha, aap ne khushi ki shubhah, aap ke choda ne par, mere pas wahi dard bhari raat thi.
Kabhi kabhi baatein adhoori reh jaati hain Choo kar honthon ko juban khamosh reh jaati hai Reh jaati hai keval Aankho mei nami Aur yaadein dilon ko tadpaati hain
Wo JinKa Pyar Tha Nazro Ki KaaYenaaT Kabhi Qareeb Aa K Wohi Dil Ka Qarar Loot GaYe! Kahan Kaha Se Samete Ga Wo Humein K Hum To Aayeene Ki Tarha Toot Phoot GaYe!
Dil ka haal uneh sunaein bhi to kaise, jise hum chahe jaan se zyada, use bataein bhi to kaise, Unki judai me kitna gam mila hai, ye fariyaad untak pahuchain bhi to kaise.
Me duba tho kinare pe khadi thi dunia, Hasne walo me mera mukadar b shamil tha, Ro raha tho jo Janaze se lipat kar mere, kaise keh dhoo k wahi mera katil tha!
Jana chahte ho to hame ,etana jatakar chale jana. Jo banaya tha aasiyana ,mitakar chale jana, kish katha ki saja de rahe ho aap diwane ko, aakhir hamara “MAIL” to bhijakar chale jana
kuch aansu hai jo bahte nahi, log apane pyar ke bina zinda rahte nahi, hum jaante hai unhe bhi aati hai hamari yaad, par jaane Q hamse wo kuch kahte nahi.
Dil walo ka apana jahan hota hai, zindagi junun, ishq imtihan hota, be maut mare jate hai mohabbat me, marne ka shauk kahan kisiko hota hai..
kasme vado ki bedia ,mere pavo me dal di, teri kasam nibhate-nibhate mane umra nikal di, ye teri berukhi thi ya, meri diwangi na malum, jisake badolat mane SMS me nai misal di.
Sune koi geet, awaaj unki sunai deti hai Chup ho gaye wo bin kuch kahe bahut hairaan hum hain Hote theh kabhi hum unke azeez Aaj sirf khawobon ki baatien lagti hain
Zindagi me kuchh nahi dikhta tujhe chhodne ke baad Dali fool ko gale fir nahi lagati kisike todne ke baad Chha gaya sunapan aashiyano me Tera yun mujhse mukh modne ke baad