Har lamha unhone kiya hai hume majboor Har bar rakha hume khushiyon se door Rab apni chaukhat pe ek baat batana jaroor Ki kaun si galti thi jo kiya mere sapno ko choor
MUJHE NA PATA THA KI WAQT TUJHE MERE SAMNE FIR LAYEGA MERI MOHABBAT KO FIR JAGAYEGA HUM KO TERA AASHIQ FIR BANAYEGA HUM TUMHE BHULE BHI NA THE DHANG SE KE WAQT TERI TAMANNA FIR JAGAYEGA
SHISHE KI UMAR PYAR KI AAKHIRI BISAT KYA TUTTA JO DIL KISIKA TO GAIRAT KI BAAT KYA HUM APNE LIYE JITE HAIN HUMEIN JAHAN SE KYA HUM KHUN-E-JIGAR PITE HAIN HUMEIN JAHAN SE KYA
Unki yaad me nikle hazaro aansoo Un aansuon se apne har lamhe ko saja diya Jis jagah pade they unke kadmo ke nishan Us jagah ko humne ibadatgaah bana diya
Khushi nahi hume bas mila hai gum Hasi nahi bas hui hai palke humari num Pyar nahi dil ne bas sahe hai sitam Tooti takdir kahe ya kahe ise dil ke zakhm
koi chupata hai koi btatahai koi rulata hai to koi hasata hai pyar to har kisi ko hai kisi na kisi se Fark itna hai ke koi azmata hai aur koi nibhata hai
TERA HI NAAM LIKHA HAI HUMNE DIL ME TU KAHE TO HUM DIKHA DE MOHABBAT HAI TUJHSE ITNI TU KAHE TO HUM BATA DE AASHIQ NA HOGA HUMSA TERA JAMANE ME JO TUJHKO KHUDA BANA DE
KHUD KA NAHI HAI BHAROSA KOI DUNIYA KA SATH KYA RONE SE KAHIN ACHHA HAI TU GAALE JHOOM KE PHOOLON KA JALA DE SINA KAANTON KO CHOOM KE HUM DEWAANE HAIN DEWANON KO DIN KYA HAI RAAT KYA
BEWAFAA THE HUM, MAGAR TUMSE WAFA KI THI ASHIQO KE BAZAAR ME IS PARWANE NE BHI JAPA KI THI MAGAR US KHUDA KO HUM KHUDA KYU KAHE JO SUN NA SAKA FARIYAAD HAMARI JABKI USKI BHI HAR NAMAZ HUMNE ADA KI THI
Haste haste humne rusvayi ka zeher pi liya, Rehte rehte hummne gum ke sang jeena seekh liya, Chalte chalte humne har thokar seh liya, Aur jeete jeete humne is dard se dosti bada liya
Aankhon mein aansoo ki aayi hai bahar Dil mein gum chahe hai beshumar Saanso ko bhi nahi raha apne pe aitbaar Jindagi ka nahi humko hai maut ka intazar
TU CHAHAT MERI HAI, KISI OR KI NA HONA TU MOHABBAT MERI HAI, MERI HI REHNA MAIN AASHIQ TERA HU, TERA HI RAHUNGA KHUDA KASAM TUJHE, HAR WAQT APNA HI KAHUNGA
Mujh par kya gujregi Ye bhi nahi socha Tum to apni baat Bedardi se kah gaye Jo geet gana tha Sath sath mil kar Wo geet tanhai me Gun - guna kar reh gaye
Is dil ka ik arman hai ik chand me hmari jaan hai. Jise dur se dekhna to mumkin hai Par milna kahan aasan hai. Kyon ki hum to ik zameen hain Arr Vo ik aasman hai
AAJ BHI PYAR HAI TUJHSE ITNA KI TUJHE BHUL NAHI PATA APNE DIL SE TERA NAAM MITA NAHI PATA APNI MOHABBAT KO BHULA NAHI PATA CHAHA HAI TUJHE DIL SE MAINE ISLIYE TUJHSE KHAFA MAIN HO NAHI PATA
BHOOL JA KASMEIN TOD DE WAADE NA BADLE KISINE YAHAN IRADE HUSN BHI JHOOTHA PYAAR BHI JHOOTHA WAFA BHI JHOOTHI YAAR BHI JHOOTHA RAHI YE DUNIYA USKI HOKAR MAAR DE DUNIYA JISKO THOKHAR
Ek muddat se hai chipyae ashq palko mein Dil gham se hai bhara par roye nahi Koi nahi jo puchhe ek baar humse 'Jaan' Jaag rahe ho kis ke liye? Abhi soye nahi
Roj darwaje par hamari nigahe atki rahti hai ek din aaoge jaroor, yahi dilasa deti hai kaash tum aa jate, le lete mujhe apni bahon mein ji bhar ke ro lete, phir kabhi na aate ansu in ankhon mein
Na wakt hai itna ki sylabus pura kiya jae na tarkib koi ki exam pas kiya jae. Na jane kaun sa dard diya hai is padhai ne na roya jaye aur na soya jaye.
KOI SHARAAB NASHA NAHI DE PATI HUMKO JABSE TERI NAJAR DE GAYI UMAR PAL KI TERI CHAHAT EK PAL ME DE GAYI UTAR JATA HAI HAR NASHA SANAM TERI NAJAR UMAR BHAR KA NASHA DE GAYI
ISS SE PAHELE KE YAAD TU AAYE MERI AANKHON MEIN PHIR LAHOO AAYE MUJH KO GUM HAI TERI JUDAI KA RANJH HAI APNI BEWAFAI KA APNE WADDE SE PHIR GAYA HOON MAIN APNI NAZRON SE GIR GAYA HOON MAIN ISSE PAHELE KE TU MUJHE CHODE MUJH KO THUKRAYE DIL MERA TODE