koun kahata hai dost tumse hamari judaai hogi.
ye khabar kissi ne uddai hogi.
shaan se rahenge aap ke dil me hum.
itne shayaris mein humne kuch toh jagah bannai hogi.
Na tasveer hai uski jo didar kiya jaye, Na vo hai pass jo pyar kiya jaye, Ye kaisa dard diya hai us bedard, Ne na usse kuch kaha jaye , Na uske bin raha jaye,
ufan me kashti ko kinare bhi mil jate hai.
jahan me logo ko sahare bhi mil jate hai,
duniya me sabse pyari hai zindge.
kuch log zindagi se pyare bhi mil jate hai.
duniya ney meyrey paou mey zanjeer daal de
chaho jo tum to meyra muqader sanwar do
yaaro ye meyrey paou ki beydee utaar do
ya khenchtey huwey sarey bazar ley chalo
sabab judaai ka kuch to batao mujhe.
phir chahe dil o jaan se chahe dil o jaan se satao mujhe.
chalo ye mana ke aap ko fursat nahi .
magar ye lazim to nahi ke bhool jao mujhe.
us ki gali ko janta pehchanta hu mein
wo meyri qatal gaah hey ye manta hu mein
us ki gali mey mout muqader ki baat hey
shaed ye mout ahley wafa ki hiyaat hey
mein khud bhee mout ka hu talab gar ley chalo
kuch nahi hai magar
meri zindagi me tum ho
aarzoo , justaju meri
bandagi sirf tum hi ho
bhool jaoun mein tumhe
yeh tum ne soncha kaise
meri har nazar mein
meri har dua mein tum ho
bhoo jaoun mein apni hi zindagi
bandagi aur duaoun ko ka
Dostana andaz Mujh se kisi ne pucha,
Tum sabko sms bhejhte ho ? Tumhe kya milta hai ?
Maine hass kar kaha, Dena Lena to Vyaapar hai,
Jo dekar kuch na mange, Wo hi to PYAR hai.