Is dil me dekho tasveer tumhaari hai,
In aakhon me dekho tasveer tumhaari hai,
Jee rahe hai ab tak apni marjee se,
Lekin ye maut ab amaanat tumhaari hai
dill ki tanhai ko koy sajaye tou keise.....
bheige palkon ko koy chupai tou keise.....
dard ke eis darya mein ab hum doob rahei hein kuch eise.....
sahil ka koy naam-o-nishaan nahi ho jeise
Waqt ki anch mein pathar bhi pigal jaate hai, khusi ke lamhe gum me badal jaate hai, kaun karta hai kisi ko yaad, waqt ke saath logo ke khayalat bhi badal jaate hai.
KBHI CHAND BN KR MILA KARO,KBHI PHOOL BN KR HANSA KARO,MERE DIL ME BAJTE SAAZ KO KBHI CHUPKE-2 SUNA KRO MAI HAWA BN K AUNGA TUM RASTO ME RAHA KRO
MERI ZINDGI K ANDHERON ME TUM CHIRAAG BN KR JLA KRO MERI SUBHA ME MERI SHAMO ME MERA ZIKAR BAN K RHA KRO
Sadiya guzar gayi tera deedaar na hua,
Gulaab tuta ek baar phir gulzaar na hua,
Hamane to yara tujhko pyaar kiya hardam,
Magar tujhko kabhi bhi hamse pyaar na hua.
Ai hawa tu ja, rahta hai wo jahan,
chupke se tu usko choo ke aa yahan.
Kya hua jo aaj nahi hai wo mere pas,
tujhe choo kar main kar lunga uske hone ka ehsas……
tanha na raha karo ish duniya mein
tanhai na mehesus kara karo bhari mehefil mein
aap tanha nahi
aap se saath ek hum bhi hain ish dard bhari duniya mein
Aapka naam labo par nahi laate,
Par sharm bayaan karti hai,
Chupaate hai jo baat jahaan se,
Vo aakhen kaha karti hai,
Hamaare dil ne hi thukraya hai hame,
Kyonki is dil me aap raha karati hai.
Zindagi ko jeet milegi ya milegi haar
Zindagi ko khushi milegi ya hoga gum ka deedar
pyar hum lootate rahenge bana ke uphaar
Aur hona toh hai wahi jo hai rab ko svikar
husan walen khub wafaon ka sila dete hai,har mod pe ek naya zakham dete hai dost is duniya main koi apna nhi jab aag lagti hai toh patte bhi hawa dte hai
ham to tere gam ko bhul hi jate, agar tu aaj fir na milta, ham to tere naam ki mita hi dalte, agar tu aaj fir hamme na pukarta. ham to fas gaye hote us bhawar me jaha se koi wapas na aaya, agar tu hume na milta.
kahne ko to aap saath to hain magar
aap bhi to apni yaadon me hi khoye hain
kaise karen yakeen kisi par is zamaane me
meri mala me to sabne kaante hi piroye hain
mere gam ka koi nishan nahi hai baki. aab dil kisi ka naam nahi baki. ham us tute tare ki tarah ho gaye, jo murad to puri kare har kisi ki, par khud ki manjil ki rah nahi baki.
Mohabbat hum bhi karte hain magar shikwa nahi karte,
Hum apni mohabbat ko yun ruswa nahi karte,
Jo paas aa baithay usey dil se chahte hain..
Jo uth ker chala jaye use roka nahi karte...
Yaado ka ye karawa hamesha rahega……
Door jaate hue bhi pyaar wahi rahega…..
Maff karna mill nahi sake apse……
Magar yakin rakhana in ankhion mein intezar wahi rahega.
zindgi to pehle hi unke naam kar di thee
ab lutaane ko apne pas kuchh bhi na raha
kaise utaren kashti apni in maujo pe
inme sukhe kinaron ke siwa kuchh bhi na raha
Lamhe judaai ke bekaraar nahi karate hai,
Haalat mere mujhe laachaar karate hai,
Aakhen hamaari pad lo kabhi,
Ham kaise kahe ki ham aapse pyaar karte hai.