Yaadein aati hain Yaadein jati hain, Kabhi khushiyan kabhi gam laati hain. Shikwa na karo zindgi se, Aaj jo zindgi hai, Wahi kal yaadein kehlati hain!!
Ye raat hai kayamat ki jo na vapas aayegi,
tu bhi hai kayamat meri jo na vapas aayegi,
har lamha jo tere sang bitaya mene,
chahu to bhi na laut payega zingadi mein meri.
UDAAS NA BETH0 FIZA TANG KAREGI.
GUZRE HUWE LAMH0 KI SAZA TANG KAREGI.
KISI K0 NA LA0 DIL K ITNE QAREEB.
K USKE JANE K BAAD USKI HAR EK ADAA TANG KAREGI
Khushi is had se gujri aa gaye muskan ko aanshu;
Kahin koi luta to aa gaye imaan ko aanshu!
Chadhaa kar loot ki sampatti sabane jeet mangi to;
Pujaari muskuraya, aa gaye bhagwaan ko aanshu!
Hum Bemuravat Hain Chalon Yeh Ilzam Hi Sahi, Nam-E-Muhabat Mein Jeene Se Hum Benam Hi Sahi, Sikhao Nai Hume Is Rah-E-Muhabat Par Chalna , Suna Hai Hota Nahi Muhabat Ka Kabhi Anjam Hi Sahi..
Maangi maut zindgi mili, Andheron me bhi roshni mili. Poocha khuda se kya hai sabse haseen tohfa mere liye?? Hamein us haseen tohfe me apki Dosti mili..
Mohabbat me hum mashoor kya huwe.. har harkat humari deewangi lagnay lagi.. lafz jo niklay haal-e-dil ka bayan karne , zamane ko har wo baat shahyari lagnay lagi
Shaheed mrta nhe aam aadami ki tarha
Husain zinda h dasture Zindagi ki tarha
Yazeed dub gya Shaam k Aadhero me,
Husain fhale h dunya me Roshne ki tarha.
rehte hum door to kya hua, hum juda to nahi, baat nahi karte to kya hua, hum khafa to nahi, na milna hamari majboori hai, aey dost par hum bewaffa to nahi
Wo dil he kya jo kisi jheel se gahara na ho,wo gum he kya jo kisi ko aasu na de,wo wakt he kya jo hamar na ho,wo kambakht insan he kya jiske pas HUM na ho!
1 KHUSHBU GULAB KE SATH,
THODI C HANSI MAZAQ KE SATH,
1 YAAD MULAKAT KE SATH,
NAI SUBAH SURAN KI PEHLI KIRAN KE SATH,
HAMESH KHUSH RAHO MERI DUAON KE SATH,