kanto ko ful pasand hn par fulo ko na jane kon. hume to aappasand the par apko na jane kon. humne chaha apko apne chaha kisior ko. khuda kare aap jise chahe. vo chahe kisi or ko..
mujhko rulakar dil uska bhi roya to hoga, chehra ansuo se usne bhi bhigoya to hoga, agar na kiya hasil kuch humne dosti mein to kuch na kuch to usne bhi khoya hoga.
Maut jab saamne aati hai to jee leta hu, Jakhm muh kholne lagte hai to see leta hu, Mujhko maloom hai masti kee hakeekat Lekin hosh jab had se gujarti hai to pee leta hu.
Ae musaafir ham bhi chale the kabhi un raaho par, sajaaye the hamne bhi aakhon ke saajh par kuch sapne, Lut gaye ham unhi se jo the kabhi mere apne.....
Kabhi usko hamari yaadon ne staya hoga, naam likha aankhon me,aansuon se mitaya hoga, gum ye nahi ki wo bhul gaye honge hume, gum ye hai k bahut ro ro k bhulaya hoga....
Ek tooti hui janjeer ki fariyaad hai ham, Aur duniya ye samajhati hai ki aajaad hai ham, Is aashiqi ne kya diya hai hamko, Kal bhi barbaad the, aur aaj bhi barbaad hai ham........
Tumhe hai pata bewafaa hum nahin the Pyar ke liye chaar pal kam nahin the Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the Pyar ke haseen kab yeh mausam nahin the Kabhi tum nahin the kabhi hum nahin the.
aankhon me kisi sapne ne aana chhod diya... hoton par ab hasi ne bhi aana chhod diya... ab to hichkiyan bhi nahi aati... shayad aapne yaad karna hi chhod diya...
tumhare hone na hone ka hawala mil jaaye... muskurado to andheron ko ujalaaa mil jaaye... ye dua hai ke mere baad na tanhaeee dase tumhe.... tumko muzhse bhi zyada chahne waaala mil jaaye...
Thak jaao gar pathreele raaston pe chalte hue Kabhi soch na lena ki wahan tanha ho tum Moond kar palkon ko apni jo tum dekhoge Apne saath hi sada mujh ko paaoge tum