yeh ehl-e-dil ki basti hai, zar'garon ki nahi yahan dilon ka boht ehtaram kartey hain Jahan'panahon ki janib nazar nahi kartey Gareeb-e-shehar ko jhhuk kar salam kartey hain
Mujhko Azmane ka Natija kya Nikla, Zakhm-e-Dil Nazro Se Bhi Gehra Nikla, Tor Kar Dekh Hi Liya Tu Ne Mere Dil Ka Aaina, Bata Teri Surat k Siva aur Kya Nikla.
Teri Gali me Aane Jane Se Dusmani Ho Gayi Jamane Se Shokhe Didar Kah Raha Ha milne aaja Kisi Bahane Se, Are Kya Mila Hume Dil Laga K Tumse, Rukhsat ho gayi HAr khusi Bahane Se....