Dur reh kar bhi teri fariyad karte hain. Apni tanhayi se teri baat karte hain. Tu bhul ja ya khuf-ae-badnami se ho juda. Har ghari har pal tujhi ko yaad karte hain. krishan
Kuch loog bhool kar bhe bhulaey nahi jatay, Aetibaar itna k azmaey nahi jatay, ho jatay hain dilon pe kuch is tarhan musalat, Kay naksh un k,dil se mitaey nahi jatay
Mujhko prakhne ka natiza kya nikla, Zakhm-e-dil naron se b gehra nikla, Tod k dekh hi liya tune aaina mere dil ka, bata teri pyari surat k siwa kya nikla..
Kitaab-e-Ishq mein jithne alfaaz likhay hain, Dil mein mere uthnay ehsaas rakhe hain. Tum keh-kar dekhthe sithamgar, Zalim… Mere labon par kithnay there naam rakhe hain
Faslay To Pyar Ki Pehchan Hua Karte Hain Najanay Kyon Log Preshan Hua Karte Hain Ye Haqiqat Hai K Jahan Toot K Chaha Jaye Wahan Bichrnay K Imkaan Hua Karte Hain.