Takdeer ke rang kitane ajib hain, anjane rishte hain phir bhi kerib hain.. har kisi ko dost aap ke jaisa nahi milata muje aap mile hain, Ye mera naseb Hai..
Teri pyari umid kaise tod jaun, thu khwab dekhe aur mein nazar na aaon..! Kuch to baat hai dosti me hamari, kya apke kadam nahi kehte ki chalo mil aaun...
Tum yaad nahi karte hum bhula nahi sakte, Tum hasa nahi sakte hum Rula nahi sakte. Dosti itni khoobsurat hai hamaRi, Tum jan nahi sakte aur hum bata nahi sakte.
Dil ki zarurat jaan ko hoti hai, Sitaro ki zarurat asman ko hoti hai, Meri tamana hai salamat raho aap kyun ki Achche dost ki zarurat har insan ko hoti hai.
Kuch Ehsason Ke Saye Dil Ko Chu Jate Hain, Kuch Manzar Dil Mein Utar Jate Hain, Bejan Gulshan Mein Bhi Phool Khil Jate Hain, Jab Zindagi Mein Aap Jaise Dost Mil Jate Hain.
Aap jaisa DOST hame kuch khas lagte hai, maan mein har waqt hum ek aas rakhte hain, jaane kab aajaye SMS aapka, isliye MOBILE ko hamesha DIL ke paas rakhte hain!
Ye to khubsurat dosti ka nata hai, Jo bina kisi shart ke nibhaya jata hai, Rahe duriya to parwah nahi, Kyon ki dosti ko har pal dil me basaya jata hai.
Dosti Karna Aur Nibhana Tumse Sikha, Is Duniyan Kitne Bore Log Hain Mene Dekha, Aye Merra Dost Sath Dene Ke Liye Shukriya, Jab Is Duniya Sub Ne Mera Sath Chordiya.
Us ki is pyari se dosti me ek nasha hai Tabhi hum se yeh saari duniya khafa hai Tum na karo pyaar hamse itni sari dosti, Ki dil hi hamara puchay teri dhadkan kahan hai
Hum Dil me tumhaare apne pyaar ki kami chod jaayenge Tumari in Aakhon me intzaar ki lakeer chod jaayenge Tum Yaad rakhna hame dhoondhte firoge ek din Zindagi me dosti ki ik kahaani chod jaayenge
Jo sab ke dil ke karib hi nahi saanso me bhi base ho Dost sache agar sath ho to roya nahi karte Jo ho sab ke jeene ki wajah vo har pal yaad aate hai Gum me bhi jo sukun de ese doston ko khoya nahi karte…
Hum apni is dosti mein khud ko mehfooz maante hain Hum doston mein tumhe sabse azeez maante hain Tumari dosti ke saaye mein hum zinda hain Hum to tujhe khuda ka diya hua dusra rup mante hain…
Hatho mein hoti hai lakire hazaar, Kisi mein gum to kisi mein khusiyo ki bahar, Na jaane wo kaun si lakeer hai , Jismein khuda ne likh diya, Aap jaise dost ka sath.
Apni is dosti ki Buniyad tere dil me Rkhege Tujko Azad or khud ko her dum kaid Rkhege Hamari is dosti me kahi ho na jay Gustaki Isliye Tere Kdmo K Bad hum apne kadam Rkhege
Phulo ko mehkna sikhane chale Kaise chale ye hawao ko rukh batane chale Hum to bahana dhoondte hai doston par mar mitne ka Aur dost hai ke hame dosti sikhane chale.