Gam ki har aandhiyo se gujar jaenge, sagr k lahro me hm utr jayenge, hme maut k liye zeher ki jarurat nHi mere dost, bus dil se nikaldo yuhi mar jayenge.
Ankhen to Dosti me Dil ki zuban hoti hai, Sachhi Dosti to sada bezubaan hoti hai, Dosti me judai bhi aae to kya ghabrana….. suna hai judai se Dosti aur bhi jawan hoti hai…..!
Hasi mazak ke yeh pal yaad rkhna,Is dost ki dosti ko yad rkhna, Kal shayd MAHEFIL me hum na bhi ho Magr jaha muje DAFNAYA"jaye wo KABR yad rakhna.......
Sapne tuut jate hai, apne ruuth jate hai, Zindgi me kaise kaise mod aate hai, magar jab bhi saath ho aap jaise Dosto ka….. to raaho ke kaante bhi phuul ban jate hai…..!
Imandari ki kamai moti hoti hai... exam me full lane ki ummeed choti hoti hai ... naye dost chahe jitne bhi bana do .. Purane kamino ki baat hi kuch aur hoti hai ....
Dosti ke amber pe mehtaab hai tu, ae dost mere liye nayaab hai tu, likhe ye alfaaz jab aahat si hooie ke tu hai, dosti ki mehak liye khilta gulab hai tu.
jindagi ke har lamha haste haste jina, gum ko kabhi saath chalne na dena , khusiya batne ke liye dost hazar rakhna,par gum batne ke liye hume yaad rakhna.
Dosti Laajawab Hoti Hai Pyar karne walon ki kismat kharab hoti hai Har waqt dukh ki ghadi sath hoti hai Waqt mile to rishto ki kitaab padh lena Dosti har rishte se laajawab hoti hai.
Phoolo se khushboo churayi nahi jati Suraj se roshni chhipayi nahi jati Kitni bhi door kyo na ho tum Dosti me aap jaisi dost ki dosti bhulayi nahi jati
Log manzil ko muskil samjte hai, hum muskil ko manzil samjte hai, bada fark hai logo me or hum mai, log zindgi ko dost or hum dost ko zindgi samjte hai...
Dosti ek aisa khoobsorat taj hota hai Jis par har ek dost ko naj hota hai Krishan aur Sudama ki dosti yahi kahti hai K Bhagwan bhi dosti ka mohtaj hota hai