main yeh nahi kahti koi dil mein na samaye main yeh nahi kehti ke koi arzoo na ban paye per itna jaroor kahna hai agar samajh sako ke dil mein kabhi kisi ko itni jagah na do ke dil ke liye dhadakna hi mushkil ho jaye......
Aapko koi gam heto khushi hum h, ro rahe ho to hashi ham, udaas ho to umang hum h, akele ho to sath hum h ab muskura bhi do kyuki jab hum hai to kya gum hai.
Sisha tut ta hai pathar ke lagne par, Dil tut ta hai thokar lagne par, Dono ka ek anjaam..par..dono ki dastan benaam , Sishe ka tut na uski phitrat hai, Dil ka tut na uski kismat hai.
Co-education k side effects Boy: Tum se bichre to ye ehsas hua, Ye ishq na hum ko raas hua! Mere dil ka satiyanas hua, Hamara admision to ek sath hua, Par gazab k tere sath hua, Tu husn ki devi fail hui! Mai dard ka mara pass hua!
ek pyara sa, anjan sa rishta, humne banaya tha.. par pata nahein, lagta hai, humne kho diya hai.. bas bhagwan se yehi prathana hai, muje mere es rishte ko laota de, mein useh jijan se sambhal kar rakungi..
AAP jante ho meri life me sabse kimti chezz kaya hai...................... .................................... .................................... ............ is line ka pahela shbda.