TAALASH KAROGE TO KOI MIL HI JAAYEGA, MAGAR KAUN HAI JO TUMHE MERI TARAH CHAHEGA DEKHTA BHI HOGA TUMHE KOI CHAHAT KI NAZAR SE MAGAR WO MERI NAZAR KAHHAN SE LAYEGA
KAASH TUM SAMAJH SAKTI HAMARI DIL KI GEHRAIO KO AUR UNME CHHIPI TANHAIO KO, HUM TUMHARE LIYE CHHOD DENGE DUNIA KI SAARI BURAIO KO KAASH TUM BHI SAMJH SAKTI HAMARI IN SACHAIO KO
Toofan me kashti ko kinare bhi milte hai,jahan me logon ko sahare bhi milte hai,duniya mesabse pyari hai zindgi,kuch log zindgi se pyare bhi milte hai.
Phool Mange Hai Na Chaand Sitara Mange Hai
Dil Phir Kisi Reshmi Aanchal Ka Sahara Mange Hai
Main To Har Raaz Zamane Se Chupana Chahon Magar
Teri Aankh Share Aam Ishara Mange Hai
Dekha Jidhar Yeh Payaa, Aalam Hijaab Ka Jaali Ko Naam De Diya, Humne Niqaaab Ka Dukh Ki Tabash Hai, Dharkanain Tanhaiyan Bhi Hain Yeh Zindagi Hai Jaise, Din Ho Hisaab Ka
Tu door sahi par tera aahsas he, teri aawaz na sahi par tera aagaz he, tu har pal mere saath he, tuze bhulana shayad mumkin nahi, kyunki tu har waqt dil ke pass hai!
Umar Jalwon Mein Basar Ho, yeh zaroori To Nahi, har Shab-e-gam Ki sahar Ho, yeh zaroori To Nahi, Neend To dard ke bistar pe Bhi Aa sakti Hai, teri Aagosh Mein Sir Ho, yeh zaroori To Nahi
baat karani mujhe mushkil kabhi aisi to na thi jaisi ab hai teri mahafil kabhi aisi to na thi le gayaa chhin ke kaun aaj meraa sabr-o-qarar beqaraari mere dil ko kabhi aisi to na thi
Yeh Bhi Aadab Hamare Hain, Tumhain Kya Malum Hum Tumhain Jeet Ke Harey Hain, Tumhain Kya Malum Ek Tum Ho Ke Samajhte Nahi Hum Ko Apna Ek Hum Hain Ke Tumhare Hain, Tumhain Kya Maalum
Husna ko chand, Javani ko kammal kehte hain! Dekh kar hum tujhe, Ekh shauk ghazal kehte hain! Uff yeh sangeen huwa shafaf badan, Dekhne wale tujhe Taj Mahal kehte hain
Kya zamaana tha, ke hum roz mila karte thay, Raat bhar chaand ke humraaz phira karte thay, Dekh kar jo humein chup chaap guzar jate hai, Kabhi us shaks se hum pyaar kiya karte thay.