Aaj phir teri yaad aayi barish ko dekh kar Dil pe zor na raha apni bebasi ko dekh kar Roye is qadar teri yaar me Kay barish bi thum gai meri Ashqo ki barish dekh kar.
Jab Bhi Teri Yaad Aati Hai Naam Likhta Hon Jab Takya Per Ser Hota Hai Mahsoos Karta Hon Ya Rab De Un Ko Sabre Jameel Or Humko Chain Woh Juda Huwe Hain Jab Se Na Hai Kisi Ko Sukoon…
Ek ajab dastan hai mere afsane ki maine palpal koshish ki unke pas aane ki, kismat thi meri ya sazish jamane ki door hue utne wo jitni ummid thi karib aane ki.
Dard ki har ek had se gujar gaya hu mai Fir na kabhi simtunga yu bikhar gaya hu mai Maut bhi nahi aati ab to ruh ke nikalne se bhi Saans mujhme baaki hain fir bhi mar gaya hu mai
har rat ek nam yad ata hai; kabhi subhah kabhi sam yad ata hai; jab socht hai ki karle dusri mohabbat; to yaron tab pahli mohabbat ka anjam yad ata hai.............
Na jane kyu har shaam udaas si ho gayi hai Bahar me bhi meri zindagi veeran si ho gayi hai Jis pal se maine jeene ki khwahish chhod di hai Us pal se maut bhi mujhse naraz si ho gayi hai
Wo aaye meri zindagi mein kahani ban kar, Is dil mein rahe pyar ki nishaani ban kar, Aksar jinhey hum jagah dete hai is dil mein, wo aankho se nikal jaate hai paani ban kar...
Pyar Kar Ke Use Dil Se Mitana Muskil Tha.. Wo Tufan Plko Me Rok Pana Muskil Tha.. Asan Lga Use Yad Kar Ke MAR Jana.. Kyuki Bhul K Use JEE Pana Muskil Tha.
Tadap Ye Ishq Ki Mere Dil Se Jaati Hi Nahi Ke Jaan De Kar Bhi Ye Deewangi Jaati Hi Nahi Na Jaane Kayesi Duniya Hai Wo Mere Rabba Jahan Se Laut Kar Koi Sadaa Bhi Aati Hi Nahi
Ek din jab hua Ishq ka ehsaas unhe, wo humare pass aakar pure din rote rahe, aur hum bhi itne khudgarj nikle yaaro…ki aankhen band kar kafan me sote rahe…..
Haste haste rona sikh liye hamne, sab hote hue bhi khona sikh liya hamne. Kaise kahein k hamare dil ka alam kya hai, Apni jaan ko apne paas hote hue bhi miss karna sikh liya hamne….
Jab Bhi Unki Gali Se Guzarta Hoon, Meri Ankhein Ek Dastak De Deti Hai, Dukh Ye Nahi, Wo Darwaja Band Kar Dete Hai, Khusi Ye Hai, Wo Mujhe Ab Bhi Pahchan Lete Hai.
dil ka dard chupaana kitna mushkil hota hai. toot kar phir muskuraana kitna mushkil hota haijab door tak chale ho kisi k saath phir tanha lautkitaana muskil hota hai
1 ajab dasta hai mere afsane ki., Maine pal-pal kosish ki unke pas jane ki, Kismat thi meri ya sazish jamane ki, Dur hue itna jitni ummid thi karib aane ki…
Waqt ke mod pe aisa waqt aaya hai, Zakhm dil ka zuban par aaya hai, Na rote the hum kanton ki chubhan se, Par aaj na jane kyu phulo ki khusbu se rona aaya hai..
Udas Hu Par Usse Naraz Nhi, Uske DilMe Hu Par Uske Paas Nhi, Jhut Kahu To Sab Kuch Mere Paas Hai, aur Sach Kahu To Uski yado Ke Siva Kuch Bhi Paas Nahi...
Suhana mausam tha hawa mein nami thi. ansuo ki behti nadi abhi-abhi thami thi. mile wo humse khwab mein magar, humare pas labzo ki aur unke pas waqt ki kami thi.
Mulaqaton ka silsila tham sa gaya hai, ab to baaton ka silsila tham sa gaya hai, bada mashroof ho gaya hu duniya k kaamon me, ab uski yadon ka silsila bhi tham sa gaya hai ..