Wade Bhii Dosto Ne Kya Khub Nibhaye, Zakham Aur Dard Tohfe Mein Bhijwaye, Iss Se Bhadhkar Wafadari Kii Misaal Kya Hogi, Ke Maut Se Pahele Dost Kafan Leaaye
Kyun Chuna Tha Hame, Agar Dil hi Todna tha hamara, Kyun Vaada Kiya Tha humse, agar Nibhana hi Naa tha Saath Hamara, Kyun Majhdhar Me Chhod Diya hume Naiya Me bithakar, Kyun Dhoka Diya hume, Pyar Ke Jhoothe Sapne dikhakar.
manasif tod do saare mera dil mujh ko dedo tum, mohabbat aap ki duniya mein hai mandi tijarat ki, tu rehnewaali mehalon ki, main ek tasweer gurbat ki, teri nazron mein kya hogi qadar meri mohabbat ki.
Ro-oge meri yaad mein tum hichkiyan lekar, Main jaa rahi hoon tumhe aisi siskiyan dekar, Mere nasheman ko tumne ujada hai, Yeh wada raha mera, Laut kar aaungi tere chaman mein bijliyan lekar.
GUZRE HUE LAMHON KI BAS YAAD HAI BAKI KUCH NAHI PAAS MERE, SIRF GAM HAI BAKI LOOT LIYA UNHONE JO BHI THA MERE PAAS NAA JANE KASOOR MERA THA YA TAQDEER KA
tum hum per bawafai ka ilzam na dey pao gay jaan sy zaida kya fermaish kar paogay pyaar koi khial nahi jo tum asaani sy khail jao hume tuhfe ki surat may judai say zaida kya dey pao gay
Tu jaega is kadar chhod ke mujhe, is baat ki khabar thi na mujhe, agar aitbar tha to tha tujhpar aur apne pyar par, ki tu aaega ek din lene mujhe, par hua na aisa kuchh bhi, na aaya tu aur na aai teri koi khabar.
Woh duniya jo sang basayi thi, Ek fasana sa ab lagnay lagi, Badal gaye rastay jo milay thay dilon kay, Unki galiyan ab parayi lagnay lageen, Woh chehra jo basa tha is dil mein, Ab woh apna bhi begana lagnay lagi.
Royi thi teri judai me bahut, lekin tujhe na tha iska koi gam, aansu bhi mere the aur dard bhi mera, tujhe na thi iski koi samajh, agar samajh sake to samajhna mere pyar ki qimat, nahi to samajhna mere aansuon ki
Gam teri judai ka sahna hai jo sahunga, Yeh mera aakhri khat hai phir na likhunga, Is dil mein khune dil hai tum mehndi mein laga lena , Jis din banogi dulhan haantho pe saja lena.
beete pal kabhi wapas aa nahi sakte, unhe kaise kahe ke hum unke bina jee nahi sakte, dooriyan badhane ka faisla unka hi tha, isliye unke khilaf hum bhi jaa nahi sakte....
Raaste khud hi tabahi ke nikale humne kar diya dil kisi patthar ke hawale humne Haan! hume maalum hai kya cheez hai mohabbat yaaro apna hi ghar jala ke dekhe hain ujjale humne