JAAN Teri Yad Me Ankhe zara BhiGo Lu ? ? Udas Rat Ki Tanhai Me So Lu ? ? AkeLe Gam Ka Boojh Ab Sambhalta Nhi ? ? Agar ? ? Tu MiL Jaye Tujse Lipat Kr Ro Lu ?
Tanhai pehle bhi thi pr ehsas nahi tha, jab uski yadon ka saya sath nahi tha, Dil to mera pehle bhi kai baar toota hai, Pr tb dil todne wala is dil k itne paas nahi tha...
Koi Na Mile To Kismat Se Gila Nahi Karte, Aksar Log Mil Kar B Mila Nahi Karte, Har Shaakh Par Bahaar Aati Hai Jaroor, Par Har Shaakh Par Phool Khila Nahi Karte!
Jholi Failaake Maanga Tha Khuda Se Unhe, Par Khuda Ne Meri Fariyaad Ko Suna Hi Nahi, Jab Poochi Khuda Se Iski Wajah, Khuda Ne Kaha, Kyun Chaahte Ho Usey, Jo Tere Liye Bana Hi Nahi..?
Naa Jaane Kyu Har Shaam Itni Udaas Si Ho Gayi Bahaar Mein Bhi Meri Zindagi Veeran Si Ho Gayi Jis Pal Se Humne Jeene Ki Khwaaish Chhod Di Usi Pal Se Maut Bhi Humse Kuch Naaraz Si Ho Gayi.
Chand tare zameen par lane ki zid thi, Hamein unko apna banane ki zid thi, Achcha hua woh pehle hi ho gayi bewafa, Warna unhe pane ko zamana jalane ki zid thi.
Jina chahte hain magar zindagi raas nahi aati, marna chate hai magar maut pass nahi aati, bahut udas si hai zindagi, unki yaadein bhi tadpaane se baz nahi aati.
Yu Hi Mile The Wo Hume Anjaan Bankar, Dil Mein Mere Bas Gaye Pehchan Bankar, Jaana Nahi Tha Fir Bhi Wo Dur Chale Gaye, Aaj Mile Bhi To Kisi or k Bankar.......
Tujse Doori Ka Ehsaas Satane Laga, Tere Saat Guzra Har Lamha Yaad Aane Laga, Tujhe Jitna Bhi Bhulane ki kooshish Ki, Mere Tu Aur bhi Dil Ke Pass Aane Laga,
Ham To Har Baat Khuda Par Chhod Dete Hain, Toote Na Dil Kisi Ka;DilApna Tod Lete Hain, Ham V To Insaan Hain;Koi Patthar To Nahi, Jo Log Har Toofan Hamari Taraf Mod Dete Hain.
Sapno ko haqiqat banakar jeene lage the isliye shayad hum peene lage the sapno ke wo mahal pal bhar mein Barbaad ho gaye Jin sapno ko sajaane mein mahinee lage the.
Koi to hota jo mere jazbat samajhta, main kuch na kehta vo fir b hr baat smjhta. Main chahe us k paas rehta chahe us se door, vo fir bhi mere is dil k halat samajhta.