Bin Tery Shehr Ka Shehr Viran Rehta Hai Bichar K Tujh Say Har Rasta Sunsan Rehta Hai Wo Tujhy Tujh Se Zaida Pyar Karta Hai Jo Tery Samny Aksar Anjan Rehta Hai
Aarzu thi unki bahon mai mera dum nikle.. kasur unka nahi badnaseeb hum nikle.. jahan bhi jaye khush rahe wo sada.. dil se mere dua sada yahi nikle.. mere hoto ki hasi unke hoto se nikle.. unke gham ka dariya meri ankho se nikle.. ye zindagi sada unhe hasati hue nikle..
Din me yaad usko ek baar nahi 100 baar karte thy. ye jante hue ki uski yaad hi aayegi phir bhi intezar karte the. par jab us bekadar garoori se hi chot khai hamne tab hosh aya ki. hum to kisi pathar se pyar karte the
Kuch Umar Ki Pehli Manzil Thi Kuch Raaste The Anjaan Bahut..! Kuch Hum Bhi Pagal The Lekin Kuch Woh Bhi The Nadan Bahut..! Kuch usne Bhi Na Samjaya Yeh Pyar Nahi Asaan Bahut..! Akhir Humne Bhi Khel Liya Jis Khel Mein Tha Nuqsaan Bahut...!!
Hamne Bhi Pyar Dekar Sanam Se Pyar Manga Tha 100 Bar Nahi Bas Ek Bar Iqrar Manga Tha Jab Giri Bijli Inqar Ki Hum Par Uske To Fir Se Khud Ki Numaish K Liye Gham Ka Darbar Manga Tha
Khwaab itne to dagabaaz na the mere kabhi khwaab itni to meri neend nahi chhalte the raat ki baat kya ik daur me ye khanabdosh din nikalte hi mere saath saath chalte the