arzu nai k gam ka tufan tal jaye, fikar to ye hai tumhara dil na badal jaye, kabhi mujhko agar bhulana chaho to 1k ehsan karna , dard itna dena ki jaan nikal kaye.
ankhe ro padi unka na koi peigam aaya. chale gaye hame akela chod k ye kaisa mukam aaya. meri tanhai muskara ke mujse boli. bata mere siva koun tere kaam aaya...
Tujhe yaad karke rota hu, raat bhar jagkar bas khuch hi pal sota hu, jab tum najar aati ho sapno me to khushi ka thikana nhi rehta,aur dard tab hota he jab sapno me b tumhe khota hu..
Dil ki duniya khali hai tab se,jab se tum gaye ho Sab aane se darte hain yahan,jab se tum gaye ho Sheeshe mein dekhta hoon chehra apna to ro deta hoon Kissi ne na poonche aansoo jab se tum gaye ho…
$-Zindagi Na Milegi Dobara-$ Sapne saare tod kar baithe H Dil ka armaan chhod kar baithe H Na kijiye humse wafa ki baatein Abhi-abhi dil ke tukde jod kar baitheH
Aine me dhundhti rahogi apni muskurahto ko... Mujhe barbad kar ke khushtum bhi na rah paogi... Mai to pagal hu rounga chila chila kar tumhare liye... Magar tum badnami ke darse khul ke ro bhi na paogi..
Sab log rah guzar nahi hote, Sath chalne wale ham safar nahi hote, Kitna dard hota haio un logo ke dilo mai, Pucho un logo se jinke apne bhi apne nahi hote....
Kya Kahein Bin Tere Ye Zindagi Hai Kaisi Dil Ko Jalati Yeh Bebasi Hai Kaisi Na Keh Pate Hain Na Seh Pate Hain Na Jane Taqdeer Mein Likhi Ye Aashiqui Hai Kaisi..!!
Wo Bhula Mujhe,ya Main Bhul Gaya Usay, Ye Raaz Ab Tak Ek Raaz Hai, Wo Yaad Aaya Mujhe. Ya Main Yaad Aaya Usay, Ye Raaz Jaanne Wala, Sirf Wo Humraaz Hai.
Unse Dur Jaane Ka Kabhi Irada Na Tha Unse Ruth Jaane Ka Kabhi Irada Na Tha Ho Gaye Wo Humse Hi Khafa Na Jaane Kyu Yu Paas Aakar Dur Jaane Ka Vaada Na Tha.
Hasrate thi jo dil mein baya hum kar na paye, unko apni zindagi se fanna hum kar na paye, unko apna dil hum de hi chuke the, hum anjaan the ki wo humse wafa kar na paye…??
Apno se juda ho kar, kaun zinda rahta hai, Sanse chalti hain magar dil, Hamesha zindagi se khafa rahta hai, Jo dil mein ho wo dost, Durr ho kar bhi kareeb hote hain, Mere yaar insaan umeedon par hi zinda rahta ha
Pattaro se pyar kiya nandan thee hum. Galti humse huye kyonki Insaan thee hum. Aaj jinhe humse baat karne me taklif hoti h, Kabhi usi saksh ki jaan thee hum.
Humein izhaar karna nahi aaya… Unhe pyaar karna nahi aaya… Hum bas dekhte hi reh gaye… Aur waqt ko thamna nahi aaya… Woh chalte chalte itne door chale gaye… Humein rokna bhi nahi aaya…
doli un ki uthi par hum kuchh kr na ske, hum wahi par khade unhe dekhte rah gye, na un ki doli aage badhi na hum kuchh kah sake, kyu ki doli uthane walo me ek hum bhi the jo khade rah gye
album to meri hai magar taswir teri hai, aadhi khali hai aur aadhi bhari hai, teri taswir khojta hun magar nahi milti, shayad aadhi ko jis ki talas hai, dost wo taswir teri hai.
taqdeer ke aaine me meri tasveer kho gyi, aaj hamesha ke liye meri rooh so gyi, mohabbat karke kya mila mujhe, woh kal meri thi..aaj kisi aur ki ho gyi.