Aksar mai apni raat youn barbaad karta hun, baith k kisi kone mei unko yaad karta hun, uske wapis aane ki ummid to chhod di kab ki, phir bhi dehlez pe apna waqt barbaad karta hun.
Hr Subah Nikal Partaa Hy Jo Khud Ki Talaash Mein. Woh Khoyee Hui See Aik Pahchan Hoon Mein. Naa Ankhon Me Khawaab Heyn Na Dil Mein Tammannaa Koi. Apnee Banayee Hui Raahon Sey Hee Anjaan Hon Mein.
Tu kahe to sare dard bhul k v muskura du... tu kahe to apne ashk tak sukha du... teri khusi me hi ab sari khusi hai meri... tu kahe to apna dil tak jala du...
Pathhar jaisa kisi ka dil na ho, bikhre hue sapne kisi ki takdir mei na ho, koi kisi ko chahe to wo usi ka ho, warna umarbhar ka intzar kisike nasib mei na ho.
hum akele sare gum seh payenge kaise tumare siva is duniya m reh payenge kaise tum jee sakte ho hame yaad nakarle hum apni sanso ko bhulakar jee payenge kaise
Aaj pyaar me baithi har baat alag hogi.. Uski yaad me rone ki baat alag hogi... Dil janta hai mera vo muchse pyar nahi karti... Par uski yaad me marne ki baat alag hogi..
Koi ilzam laga kr saza di hoti Phir meri laash sare bazar me jala di hoti Itni nafrat thi to pyar se dekha kyu tha Muje pehle hi meri aukat bata di hoti
tum samjhte ho ki hum pathar dil h,aapko thoker mar jayege,ek bar kahdo ki hme tumse nafrat h,ye wada raha hmara ki pathar to kya kabhi ful banke bhi raste me nahi aayege.
MAHABBAT MAHABBAT KAITE HE. HAM TO INTAYJAR KARTE HE. RAKH TAY HONGE LOOG TAJ. HAM TO EK KANCH RAKH TAY HE. TUT NA JAI KOI KHANAK SE. ESI KE INTAYJAR ME JITE OR MARTE HE.
Hakikat k roop me khwab banta gaya, jaise wo chehra kitaab banta gaya, Usne kaha mujhe paani achcha lagta hai,meri aankho ka har ek ansu barsaat banta gaya.
Ek Din Uske Har Sawal Ka Jawab Tha Main, Kabhi Wo Meri Sehzadi Or Uska Nawab Tha Main, Aaj Sabhi Khat Faad Dale Usne Mere Samne, Or Bataya Uski Nazron Mein Kitna Kharab Tha Main.
rahe salamat zindagi unki jo meri khusi ki faryad karte hain, aye khuda unki zindagi khusiyon se bhar de , jo mujhe yaad karne me apna ek pal barbaad karte hain..
Karne Lage Safar To Kuch Duriyan Mili, Pairon Me Is Zamane Ki Majburiyan Mili, Kya Khoob Mili Unko Dua Dene Ki Saza, Jeene Ko Zindagi Ki Hame Baddua Mili.
Ye Raaz Kon Jaane Kis Ka Kasoor Tha Tota Wohi Sahara Jis Pe Ghuroor Tha Use Hai Ghuroor Ke Wo Kisi Or Ka Hai Humen Hai Naaz K Wo Kabhi Hamara Zaroor Tha…
liye dil m hajaro sapne hm chand ki or chale dabake sare gm hm manjil ki or chale milenge andhere or kante raste m pata h uni kanto k sahare hm andhera chirte chale
Ummid banke log zindagi mei aate hai, khwab banke aankho mei sama jaate hai, pehle yakin dilate hai ki wo hamare hai, fir na jaane Q tanha chhod jaate hai...
Tadap Tadap Ke Tu Dard Ka Shumar Na Kar, Gar Mera Nahi Hai To Mujhse Pyaar Na Kar, Badi Kashish Hai Gunaho Ki Har Ada Mein Teri, Ab Is Se Zyada Tu Mujhpe Aetbaar Na Kar.