ye hadsa bhi zindagi me ana tha, usay kahin na kahin tu bichar hi jana tha, wo ek shakhs tarsay ga mujhe sari zindagi, naseeb us k us ne mujhe ganwana tha.
Apni to mohabbat ki itni kahani hai, Tooti hui kashti or thera hua pani hai, Ek phool kitabon may dam tor chuka hai, Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai…
Hum unki khushi ki dua mangte rahe, Behad or bepnah mangte rahe. Aaj wo khush hai kisi or ke sath, Ab samjh aaya hum KHUDA se apne liye hi sazaa mangte rahe. .
Zindagi Dene Vale Marta Chod Gaye Apnapan Jatane Vale Tanha Chod Gaye Jab Padi Jarurat Hume Apne Humsafar Ki Vo Jo Saath Chalne Vale Apna Rasta Mod Gaye…
Darya Wafaon Ka kabhi rukta nahi Pyar main insaan kabhi jhukta nahi khamosh hain hum un ki khushi k liye aur wo samajh bethe hain K Dil Humara dukhta nahi
Maut mangte hain to zindgi khafa ho jati hai. Zehar lete hai to wo b dava ho jati hai. Tu hi bata aai mere dost kya karun, jis ko b chahte hai bewafa ho jati ha.
Apne Hatho Ki Lakiron Ko Khurch Dala Maine Ksi Aamil Ne Kaha Tha Tu Paraya Hoga Sham Hote Hi Sare Diye Bujha Deta Hun Ye Dil Hi Kafi Hy Teri Yad Me Jalne K Liye
zikr unka hi aata hai fsane main, jinko jaan se jyada chaha humne jamane me, tanhaai main unki hi yaado ka sahara mila, nakaamyab rhe jinko aqsar bhulane main
Dard-E-Judaai Sehna Mushkil Lagta Hai, Tumhaare Bin Yu Rehna Mushkil Lagta Hai, Jaante Hain Hum Bhi Ke Har Kisi Ko Mukammal Jahan Nhi Milta, Isiliye Shayad Tumse Kuch Kehna Bhi Mushkil Lagta Hai,
Ab to hasne Ka armaan hi rula deta H, Jo b milta H dil Ko dukha deta H, Waise b aisa kya H mujhme jo yaad kre duniya, Waqt to achhe-achhon Ko bhula deta H..