Tujhe kya pata kya guzaratee hai mujh per, Tu to mujhe dariya mein chod ke kinare se dekhtee hain; Sahil bhi tera gulam hai aur lehrein bhi, Dono bhi muzje bachaney se pehle tujh-se poochtee hain
Kisi k deedar mei tadapta hai yeh dil, Kisi k intezar mei tarasta hai yeh dil, Kya kamaal ka hai yeh dil, Khud apna ho kar bhi kisi aur ke liye dhadakta hai yeh dil
Mat dikha mujhko apna pashemaan chehra, Jab k tu janta hai main pighal jaaunga, Chahe lakh tarpoon tere intzaar mein, Mat lout k aana main sambhal jaaunga...
Hum hava nahi, jo kho jayenge.. Hum WaQt nahi, jo gujar jayenge... Hum mosam nahi,jo badal jayenge.. Hum to ANSU hai jo gam aur khushi me apke sath rahenge...
meri mohhabat ka aisa fasana nikla, unko bhi mujh par hasne ka bhana nikla, jeete ji jis shaher main kadar na rahi koi, marne ke baad aashiq sara zmana nikla..
aarzo thi meri ki unka har din mere sath khushi se nikle, kasur unka nahi badnasseb hum nikle, ki unki khushi to nahi, par unke har gum ki wajah hum nikle..