Mehfil ma hasna to mera mizaz ban gaya tanhai me rona ek raaz ban gaya. Dil ke dard ko chehre se zahir na hone diya yahi zindagi jeene ka andaz ban gaya.
Ham muskara kar sabko bhula rae the, koi gam tha jisko chupa rahe the, mahaphil me the par dil ko tanaha pa rahe the, wo shayad aap the jo pal pal yad aa rahe the.
Sari Duniya K Riwaajon Se Adawat Ki Thi, Tum Ko Yaad Hai Jab Maine Ik Himaqat Ki Thi. ~*.*~ Use Raaz-Daan Samajh Kar Bataya Tha Haal-e-Dil Apna, Par Us Shaks Ne Meri Zaat Se Baghawat Ki Thi.
Barsi aankhe jiski yaad me barsaat ki tarh. Wo bi badal gay halaat ki tarh. Haal insaan ka jeete ji koi pucchta nhi. Fir mout pe Q aate hai sab baarat ki tarah.
ro ke bhi sabko hasana seekh liya dil ka dard dil ma chupana seekh liya nafrat pake do dilo ko milana seekh liya zindgi me mout ko maine paana seekh liya
har patther chamkdar nahi hota har phul ke daman me bahar nahi hota kuch to ji lete hai kisi k payar k sahre magr wo kese jiye jinke nasib me pyar nahi hota
Ishq Karna Hai To Din Raat Usy Sochna Hai Or Kuch Zehen Me Aaya To Khasara Hoga Kon Rota Hai Yahan Raat K Sanate Me Mere Jaisa He Koi Hijr Ka Mara Hoga