har pal har lamha ye ibadat karta raha wo milein mujhe ye inayat karta raha ai "jaan" na kar ab intjaar thak jayega unse mile bina he tera suraj chhip jayega
Fursat mily to Poch kabhi un ka haal b Jö lög jee rahy hai tary deedar k baghair Tum sy bichar k haal hai kuch apna is tarha Jaisy makan hö köi deewar k baghair.
"Yaha koi kisi k liye kuch nahi karta, Marne wale k sath koi nahi marta, Suna hai log bhul jate hai maut k bad, Yaha to zinda hai fir b koi yad nahi krta".
Hasti mitadi hamne apni kisi ke pyar me badal diye raste kisi ke intzar me par samajh na sake wo hame humne bhi tod dee wo kasam k jiyege sirf unke hee pyar me
Juba khamosh or aankho me nami hongi, yahi bas 1 dastan a zindagi hogi, bharne ko to har zakhm bhar jayenge, kese bharegi wo jaga jaha aapki kami hongi
Faasle itne to phle na hua krte the, Main wo hi hu jise aap apna kha krte the, Aap agr bhul b jao to koi baat nhi, Zakhm to is Dil ko phle b mila krte the
1 Khushi Ki Chah Me Hr Khushi S Door Huye Hm KisiSe Kch Keh B Na Ske Itne Majbor Huye Hm N Aayi Unhe Nibhani Pyar M Wafa Or Zamany Ki Nzar Bewafa K Nam Se Mashor Huye Hm
Ek ummeed ka diya jalaya tha aapke pyar ko paane ko, Par adhoora reh gaya mera sapna ek hone ko. Yaad karte hain hum aapki yaadon ko, Aur barsa dete hain in aansuon ko.
diwanapan kuchesa tha humara unko din raat hasate gaye, mili kuch pal ki khushiya toh hum pagal ho gaye, konsi khata ki thi jalim jo hume raah me chodh ke chale gaye
Humse pucho kya hota hai pal pal bitana, bahut mushkil hota hai dil ko samjhana. ye zindagi to beet he jayege, bus mushkil hota hai kuch palo ko bhulana..