tanha dil m naam apna chhod gaya koyi suni aankhon m tasvir chhod gaya koyi hum to tak nahi jante ki kaun tha wo fir bhi humari rooh mein ahsas apna chhod gaya koyi
use bewafa na kaho, mujhe gawara na hoga uska taqleef rahna, mujhe gawara na hoga m palkein bichha dunga uske kadmo mein par uska kanto pe chalna, mujhe gawar na hoga
hamari mohbat ko unhone apna nam dya, par hame kha pata tha unhone man hi man hame badnam kiya, hamne to apne pyar ka imtehan diya, unho ne kha konsa tumne ham pe ahsan kiya.
jise main pass kahti hu wahi kyo dur hote hain jinhe cahu main apnana wahi majbur hote hain jo sochu kyu hai hota sabkuch saath me mere to dil bole naseebo ke yahi dastur hote hain....
dil ke raste mein phool mila nahi karte pyar karne wale kaanto se dara naih karte jab toot ta h dil to awaj bhi nahi hoti iski parwah na karte huye aashiq rasta badla nahi karte
Ashq nahi bahe hamari ankho se to pathar DiL samjh liya, Naa the karib unke to Door Samjh liya, Baithe the mahefil main tanhayi saath liye, (J)ab nikle Zubban se ALFaZ to SHAYAR samjh liya...