Har ek ke dil mein ik khwaab hota hai, Sach ho jaye yeh khwaab hota hai, Maine to sache dil se chaha tha use, magar bhool gaya k khwaab to bas khwaab hota hai.
jab v taaro ne taaro ne chand se "GUFTGU" ki hai. Duwa humne Aapke liye "BAHUT" ki hai.kuda har khushi se "NAWAZE" Aapko ,yahi KHUDA SE humne " aarzu" ki hai..
Tumhari mast nazar agar idhar nahin hoti, nashe mein chur fiza is kadar nahin hoti, unhein ko dekhne ki dil mein aarzuyein hain, unhein ke aage hi aur unchi nazar nahin hoti tumhare aane talak humko hosh rehta hai phir uske baad hame kush hamari khabar nahin hoti....
Apke pyar k khatir humne apne sapno ko bhula diya.ek apki khusi k liye apni khusio ko bhula dia.umar bhar tujhse wafa nibhati rahi or meri wafa ko tune apni bewafai se sila diya..
kehte he pyar me zndagi badal jati he,band ankho se bhi yaar ki surat nazar aati he.fir kyu wahi pyar apko samaj nhi pata.khuli ankho me b apke ansuo ko nhi pehchan pata..
Kisi ki umid me wo aise khoye the, plko se pta chla wo rat bhr roye the, Dhimi c Aaht se unke krib ana chaha, jane kyu aise lga wo hame yad krte-2 soye the,
Kabhi socha na tha ki is kadar tut jayenge, Ki hume rota dekh kar bhi wo muskurayenge, Ab to ek tamanna hai ki itni door chale jayenge, Yakin hai mujhko ki tab-bhi wo muskurayenge.
Bhul gaye hum apne aapko, Aaine me b tumhe dekha karte hai, Hansi tere honto pe dekh kar gum apna bhula diya kartd hai, Nikalte hai ghar se khuda se teri shikaayat karne ko, Magar jab pahunchte hai Mandir To teri khushi ki faryaad karte hai
Afsos hota he.dil bhi yeh rota he.jab tu mere pyar ko andekha kar deta he.mere jazbato ko tu samaj na paya.aur teri judai ka gam mujhe tadpata rehta hai.
tujhse door ho kar ehsas hota he.yeh dil tujhse kitna pyar krta he.ek pal bhi tere bina mujhe sukun nhi milta,tere hi khyalo me yeh dil khoya rehta he..
Main tere saath hoon her raah mein mujhse kehta tha woh, To phir aaj yeh rasta mujhe sunsaan lagta kyun hai, Main dharkan hoon uske dil ki woh kehta tha mujhse, Phir aaj uska dil mere bina dharkta kyun hai,
Yaro bhule se bhi pyar na karna, karna to kabhi unpe aitbar na karna. Wo to keh denge hum bina gharwalon k kuch nhi kar payenge, aur aap sari umar unke pyaar me ro k bitayenge.
ruswai aapki rulati rahegi, yad aapaki aati rahegi, pal pal jaan jati rahegi, lagta hai abhi apko hamari koi parwa hi nahi, lekin tab tak apko yad karte rahenge jab tak jisam main jaan rahegi..
kash is sms ki aankhen hoti , jo aapko dekh paati.kash is sms ki saansen hoti jo aapko mehsoos kar paati,kash is sms ki zuban hoti jo aapse keh paati " I LOVE YOU"..
janti thi ki tum bewafa ho par fir bhi tum pe apni mohabat lutati rahi.janti thi k mujhe rona padega par fir bhi tere khatir apne hi armano ko jlati rahi.
Sanso ka pinjra kisi din tut jayega, Phir musafir kisi rah me chhot jayega, Abhi jinda hai to yaad kar liya karo, Kya pata kab duniya ka sath chhut jayega
JO BHARTA NAHIN WOH ZAKHM DIYA HAI MUJHKO NAHIN PYAR KO, BADNAAM TUNE KIYA HAI JISE MAINE POOJA MASEEHA BANA KE NA THA YEH PATA PATTHARO KA BANA HAi… MILE DOST JISKO YAHAN TERE JAISA USE DUSHMANON KI ZAROORAT HI KYA HAI MASOOM CHEHRA …
ya to khuda ne hume sacha pyar krna sikhaya na hota.agr sikhaya he to hume gam b sehna sikhaya hota.hum to pyar kar bethe unse,kash khuda ne unhe humare pyar ko samajhna sikhaya hota.
Woh mera nahi hai yeh janti hoon main phir bhi, Kisi aur ke saath dekh ke usko dil machalta kyun hai, Yeh dil bhi ajeeb hota hai dosto, Kabhi kehta hai ja tham le uske haathon ko, Phir reh reh ke sambalta kyun hai,
kyu meri jaan yeh sila diya mujhe.kya khata thi meri jo itna gam dia mujhe.chaha tujhe apni jaan se bhi jyada fir kyu mera pyar nazar na aaya tujhe..love you jaan