33 mrks ki kimat tum kya jano lecturer babu.
Board ka ashirwad hota ha 33 mrks.
Student k sar ka taj hota ha 33 mrks.
Failure ka khawab hota ha 33 mrks!
Don’t Study = Fail ..(i) Study = Don’t Fail ..(ii) Adding (i) and (ii), Don’t Study + Study = Don’t Fail + Fail Study (Don’t + 1) = Fail (Don’t + 1) Therefore, Study = Fai
28 marks ki kimat tum kya jano topper babu Teacher ka ashirwad hota hai28 marks,harstudent ka sar ka taj hota hai 28marks,har failure ka khwab hota hai28 marks
Raat ko kitab meri mujhe dekhti rahi,Neend mujhe apni or ghaseet-ti rahi..
Neend ka jhonkamera man moh gaya,Or ek raat fir ye GENIUS bina pade so gaya...
Hi yay exam daratay kiyun hain,
Merri neend uratay kiyun hain,
Phurray bananay k liyay dost chayay hain,
Kiyun k kal say exam shoruu honay walay hain .
AGAR KISI SUBJECT K DILOJAN SE PADHO TO SARI KAYNAAT TUMHE CLEAR KARNE ME JUT JATI HE.AGAR AISA NA HO TO YE END NAHI HE,ABHI 1 AUR ATTEMPT BAKI HE PYARE.
exam k din itni jaldi kiyun aatay hain,
hum in say jaldi koufzada hojatay hain,
kash yay zindagi maen aik dafa hi aatay,
takay hum bhi aik hi dafa pass hoay hotay!
5 things intellgent students do durin exam preparation: 1-sleepin 2-messaging 3-watchin movies 4-dream of touchin books 5-Askin others kuch padha kya...