Kehete hai pyar karne wale pagal hote hai
Aur jinka dil gehere pyar mein dooba hota hai
Aur jo bhi kuch bol dete hai
Wo khud ba khud shayari ban jati hai…
Ye shayari likhna unka kaam nahi,
Jinke dil aankhon mein basa karte hai.
Shayari toh voh sakhas likhte hai,
Jo sharab se nahi, kalam se nasha karte hai…
Kalam Chalti Hai To Dil Ki Awaz Likhta Hoon,
Gham Aur Judai Ke Andaz-E-Bayaan Likhta Hoon,
Rukte Nahi Hain Meri Aankhon Se Aansu,
Main Jab Bhi Uski Yaad Mein Alfaz Likhta Hoon…
Jindgi Manzilo ki Mohtaaj Nahi,,Waqt manzile khud bana lena hai....Marta hai kon kisi se juda hone ke baad....Waqt aksar sabhi ko jeena sikha deya hai !!
Kisi ka yeh sochkar sath mat chhodna, ki uske paas kuchh nhi tumhe dene ke liye, bas yeh sochkar sath nibana ki uske pas kucch nhi tumhare siva khone k liye....
koshishon ke bawajood, ho jaati hai kabhi haar... hoke niraash mat baithna,mann ko apne maar... badte rahna aage sada,ho jaisa bhi mousam... paa leti manzil chinti bhi, gir gir ke har baar...
Bharossa de ker Log is Zindagi Main Aatey Hai Khwab de ker in Aankhon Main Samaa Jaatey Hai Pehle to itna Yakeen Dilate Hai Ki Woh Hamare Hai Phir Na Jaane Kyu dil ko tor Jaatey Hai
har cheez ko badalte dekha hai har rishte ko badalte dekha hai yahn tak ki apne khoon ko paani hote dekha hai is rang badlti duniyan men har shai ko badlte dekah hai
Maa aapki Yaad Satati Hai, Mere Paas Aa Jaao, Thak Gaya Hoon, Mujhe Apne Aanchal Main Sulao, Ungliyaan Apni Pher Kar Baalon Mein Mere, Ek Baar Phir Se Bachpan Ki Loriyaan Sunaao…
Har rishta hai do pal ke mehman yaha jaane kab toot jaye ye sunhara khwaab yahan has ke bitalo, rahe hamesha khushiyo ka sama jaane kab toot jaaye zindagi ki dorr yaha..