aankhon k samne andherasa chaya h lagta h koi dil k bahot dur ja raha h jinda rahe to milenge jarur tumse varna sans rukne s pehle ek diya humne apna jalaya h
?"Q yaad aata hai, Wo kal jo laut k nahi aayega, itna malum na tha k waqt is kadar rulayega, jee bhar ke jeelo aaj ko yaaro, Qki kal yahi aaj fir kal ban jayega
aankho m sapne leke koi jindgi m aata h unhi m gm deke wo chala b jata h jana hi e aane wale to pehle y sikhake ja khone k bad kisi ko jiya kaise jata h
intezar ki arzoo ab kho gayi hai, khamoshiyo ki adat ab ho gayi hai, na shikwa raha na shikayat kisi se, agar hai to ek mohabbat jo in tanhaiyon se ho gayi hai.
kash hum bezuban hote na phir gum yu baya hote, kash na hoti zindagi ki samajh na phir yu afsana jwan hote, kash na khwahish hoti kuch pane ki na phir yu dil barbad hote.
tanha hokar tanhai mei kho jate hai, jane q mere kadam majbur ho jate hai, bhulkar use phir usi ko yaad karte hai, mere zakham bhi jaise uske mohtaz ho gaye hai.
Aankhe Ro Padi, Na Unka Koi Paigam Aaya, Chale Gye Hume Chhod Ke Ye Kaisa Mukaam Aaya, Meri Tanhayi Muskrayi Mujh Pe Aur Boli- Mere Siwa Koan Tere Kaam Aaya...
Unke Liye Ajnabi Hum Ho Gaye, Dosti Ke Kuch Silsile Kam Ho Gaye, Ab Khushiyon Se Zyada Gham Hain Zindagi Mein, Kya Pata Bewafa Waqt Hua Ya Badnaseeb Hum Ho Gaye.
Kya kahen hum kaise tujhse door ho gaye Haalaat se, kuch khud se majboor ho gaye Mohhabbat rula deti hai, kab ye maana tha Apne dil ke afsaane wohi dastoor ho gaye
Tanhaiyon mein katti hamari raatein hain, Na jaane unki yeh yaadein kyon aati hain, Humne apne dil se chaha hai unhe, Shayad yahi wajah hai ki hum pasand na aaye unhe...
usne bhi hans-hans kar har baat kahi, humne bhi hans-2 kar sab sehan kiya, royee nahi ye ankhen unki saafgoi par, us waqt khuda ne hum par bahut reham kiya.
mujhe kabhi dur na kar hm tut jayenge na rehna hmse khamosh hm seh nahi payenge agar chodna h hame to pehle jaan nikal do vaise b bin tumare hm mar nahi jayenge
tere har sans ko hum najdiki s jante h haste hue chehre ka gum hum pehchante h jhut na bolna humse jindgi kabhi qki tere har aansu ka raz hum bariki se ante h
mana ki khwaab na ban sake teri ankho ka, ashq ban ke teri ankho me shama jayenge, mar ke bhi tumse juda na honge, khak ban ke teri galiyo me bikhar jayenge...